Radhika Sahal   (Radhika sahal)
227 Followers · 20 Following

read more
Joined 31 July 2019


read more
Joined 31 July 2019
6 JUL AT 17:13

Ye Nigahen khud khubsurat ho jati hai
Jab inke samne tum aa jate ho😍🫣

-


12 DEC 2024 AT 1:41

Tumhara khayal is kadar mujhpar chaaya h
Band aankhon me bhi sirf Tera chehara Nazar aayaa hai

U to khush akele bhi Rehta tha
Lekin aajkal har Khushi me tujhe dhoondta ja raha hu mai

Nahi karta tha kisiki bhi fikr khudse zada
Lekin aajkl teri fikr me khudko chot pohacha raha hu mai

Duniya se door rehne wala
Ab tujhe apni duniya bana raha hu mai

-


12 DEC 2024 AT 1:09

Aaj maine khudko khudse milaya hai

Rakh hoshla
Pehli baar ghar ke bahar
Kadam badhaya hai
Itne dino ke baad Tsv 👈🏻se mil
Mere dil ko chain aaya hai
Wahi baatein
Wahi hasi
Wahi pyaar dular
or khakar mg ke hath ka khana
Aisa lagta hai mano jaise
Firse wo khubsurat pal laut aaya hai

Wo games
Wo yaadon ko ked kar
Fir ghar aana
Khushi khushi is din ko yaad kar
Har din ye chehra muskuraya hai

Aj maine khudko khudse milwaya hai..2


-


12 DEC 2024 AT 0:22

Meri smile meri pehchaan hai
Mujhme basti sabki jaan hai
Chhin nahi sakta koi anjaan ise
ye haq apno ko bhi nahi diya maine
Lekin jo chine smile wo jaan nahi hote
Hota hai mukhota chehro par ajkal
Nahi to Dil ke rishte bejaan nahi hotein

-


26 NOV 2024 AT 0:46

Rokna mat kabhi
Jinhone chalna sikhaya tha tumhe

Ane na dena akhon me aashu kabhi
jinhone har rah me hasna sikhaya tha tumhe

Chupana na baatein kabhi
Jinhone baatein karna sikhaya tha tumhe

Hath na chodna unka kabhi
Jinhone hath pakar ghumaya tha tumhe

Haq na chinna kabhi
Jinhone Pal pal rab se manga tha tumhe

Dillon ko na todna kabhi
Jinhone sabdon ko jodna sikhaya tha tumhe

Baatein zehan me rahe hamesha yeh khaya rakhna...Rokna mt unhe
Rakna mt unhe..🫶🏻❤️


-


24 NOV 2024 AT 23:34

Sab samjhta hai dil fir bhi rehta ye khamosh hai
Dil ke kareeb hai koi is kadar
Usse kaise chipau mai
Baaton hi baaton me jaan leta hai sare jazbaat mere
Ab khamosh rehne ki kya hi wajah batau
Use

-


21 NOV 2024 AT 17:20

NOT WORRY WHEN I HAVE HARI
❤️❤️✍🏻✍🏻🗒️🙏🏻🧾😉🙆🏻‍♀️

Ankahi saari dil ki baatein batane
Tere samne aa beithe hai
Ab kya moh is duniyaa walo se
Jab duniya banane wale se
Dil laga beithe hai
...RADHE RADHE ❤️❤️

-


21 NOV 2024 AT 17:01

Log duniya ko kharab bolte hai
To suno👇🏻
👇🏻

Duniya aisi nahi hai jaisa duniya walon ne mujhe dikhaya tha
Duniya to atyant khubsurat hai
Jaisa madhav ne hath tham
Mujhe bataya tha...✍🏻🗒️❤️
..... Radhe Radhe ❤️🙏🏻

-


21 NOV 2024 AT 14:37

Agar likhu in panno par to mai khudko likhna chahugi
Mai khudko khushnaseeb likhna chahugi
U to kai naam hai duniya me
Lekin mujhe mere pyaare kanha ki priya radhika ka naam mila
Mai khudko unke dil se jodna chahugi jinhone mujhe mujhse joda hai

Khudke hisse me khushi,apno ka saat or yaadein likhna chahugi
Wo bachpan ke mashum din
Wo mummy ki radhe radhe lori or papa ki kahani
Khus naseeb yaha bhi khudko manugi

Krishn deewani radhika mai
Agar likhu kuch to khudko likhna chahugi.. radhe radhe 💖

-


21 NOV 2024 AT 13:39

Dekha jo unki tasviron ko
Ek nazar parte hi in nazron ki khubsurti badh gayi😍❤️✍🏻

-


Fetching Radhika Sahal Quotes