1 APR 2018 AT 20:36

Tootna to lazmi hain har baar,
Jodna to hamara kaam hain !
Jod do dil se kuch iss tarah,
Ki shaayad kabhi tootne ki jarurat naa aaye !

💖💝 Jai Gajanan 💝💖

- Prashant khakare