7 JAN 2018 AT 18:11

Hawaon ne kaha tha
Mukh mod lenge hum,
Tera saath chhodh
denge hum;
Aaj unhi hawaon ne
Humara naam dohraya hai,
Khule aasmaan mein
humare liye
shaamiyana sajaaya hai!

- Prachi Sharma