17 JAN 2018 AT 11:30

jo tab hona tha wo ab hua
tab darte the hum ki galat hua
par lgta h ab ki sab sai hua
duniya mai jab pehli baar koi apna hua
jo sapna dekha tha kabhi
wo toh aj jake sach hua
sochte hi reh gye ye sab kaise hua
par dekha jb apka chehra
tab pta lga ye bus ab hua

-