20 JUL 2018 AT 23:04

Lafz to kafi hai dil me... par jazba kaha hai itna zamaane me..
Wo dilchaspi na rakhe ye kafi nahi.. waqt mujhe bhi lagta hai khud ko manane me...

- Pallavi Bhatnagar