Bhale hi "naa" keh kr tasaali na mile hame,
Par "Han" keh kr,
Hum tumhe rokna bhi toh nahi chaahte na.
Fas gaye hain hum apno ko khush rakhne me,
par fasa kr rakhna toh nahi chaahte hum tumhe apne in haalaton me.
Han kehna sahi hai tumhara ki koshish krni hogi ek baar,
Par us koshish ke baad jo kuch tutega,
us sb ko jodne ke liye hum dono bhi to "naa" honge na aas paas.
— % &
-