22 JUL 2017 AT 15:19

Saalo se tum sath ho hamare,
Dosti tumne har aan wafa ki hai...
Na jane aaj aisa kyu lag raha hai,
Aaj yaha pyaar ne dastak di hai...!

Bas tumhare khayalo me dooba rehta hu,
Sochta rehta hu tumhare bare me...
Kya pata me sahi keh raha hu, kya yehi
Pyaar hai tumhare liye..?
ā¤šŸ˜šŸ™ˆ

LOVE YOU...šŸ˜˜

- ~Mafia53Āæ