Kisise acche se baat karna bhi ek hunar jo har kisi ke pass nahi hota,
Jisse wo apna sab maante hai aur ungliyo pe nachate hai katputli ki tarha aiso se hi accha baat karna jaante hai baaki doosre jo nahi nachte choti se choti baat par bhi log unse gusse se baat karte ha.
-
Tu kisi ka bhala kar auro se dekha nahi jayega,log tumhe harr jagha girane ki koshish karna shuru kardete hai.
Jise tumpe bharosa ho woh jhute baato me nahi aayega aur jise na ho wo zarur aajayega.-
Jo log andar se khokle hote hai, wahi log dikhawa,guroor aur ghamand karte hai.
Nafrat,jealous and ego me jeete hai, baaki sabko unhi ki Umar ke barabar dekhkar rishton ka lehaaj nahi rakhte aur doosro ka apnaan karte rehte hai.-
Duniya me aaj Kal iss andaz me jee rahe log,
Jaha ek insaan hi nahi par har koi apni zaruraton ke hisaab se chehre,niyat aur khud ko badalta hai-
Logo ki fitrat me hi hai doosro ka istemaal karna aur unke cheezein muft me lelene ki aur wahi log hai jo doosro ke aage badne pe jalte.
Khud to kuch kar nahi paate doosre saaf dil rakh ke Bina pooche khud ko karte toh log jalna shuru kardete hai.
Khud ki nafrat,befikri,ghamand nahi dikhta aur doosro ko blame karne Ready rehte hai aise log.
-
Logo ki fitrat me hi hai doosro ka istemaal karna aur unke cheezein muft me lelene ki aur wahi log hai jo doosro ke aage badne pe jalte.
Khud to kuch kar nahi paate doosre saaf dil rakh ke Bina pooche khud ko karte toh log jalna shuru kardete hai.
Khud ki nafrat,befikri,ghamand nahi dikhta aur doosro ko blame karne Ready rehte hai aise log.
-
Prove your words wrong about a person that you have spread all through your life just coz of greed and anger on that particular person.
Mostly rumors are spread by haters and those haters of mine pretend to be good infront of me for their needs and greed,behind my back they gossip and spread all false rumors just coz they don't like you and support the wrong people no matter what they do they are right.
Harshly rude but the truth of life.ππ-
Seeing all the falshbacks of things that go happy and well.
Watching those unsatisfied people who blame others for each and everything they made them to do but still complain for small and small things with all the hatred upon that person.-
Baato ki hai duniya,
Baato ke hai log.
Sanskaar hai sirf baaton me aur ander se khokle hai log.(Harkatein)-
The gossip and the lies spread all through your mouth with your siblings
-