Mahtab Shakir   (Shakir)
25 Followers · 15 Following

Jab rooh sath deti h to
Zindagi khud khusgumaan Hoti h 🙂🙂
Joined 20 September 2017


Jab rooh sath deti h to
Zindagi khud khusgumaan Hoti h 🙂🙂
Joined 20 September 2017
10 MAY 2021 AT 13:18

Aey khuda kaise man payegi iss baar Eid

Kapde se Jade to Kafan beek rahe hai

-


27 FEB 2021 AT 10:40

Zimmedariyon majbur kar deti hai apna Sehar Chorne ko

Warna koun apne ghar ki chai nahi Pina chahta

-


15 FEB 2021 AT 0:24

Wo bhi kya ek waqt tha jis waqt mein sirf uska aur wo meri thi

Rona bhi hota tha hasna bhi hota tha
Dher sari baaton ka khazana bhi hota tha

Har ek choti aur badi si chizon pr sath ek dusre ka hota tha

Phir na pta kisne wo waqt chin liya
Ab wo waqt bhi nhi h aur wo bhi pas nhi

-


29 JAN 2021 AT 22:24

Jo tumhe Duaon aur Minnaton se bhi na mile
Soncho tumne kitna galat insaan chuna tha

-


14 JAN 2021 AT 0:25

Ussey Jhumke bahot pasand hai
Aur Jhumke mujhe wo

-


9 NOV 2020 AT 14:39

Zindagi yuhi apni barbaad nhi karo yaaro
Apne aap ka kabhi koi nuksaan nhi karo yaaro

Agar kya hua jo Ap kuch pa nhi sake
Jo pas hai usi Mein khushi talaash karo yaaro

Na kuch pa kr khush rehne ka hausla rakho yaaro

Zaroori nhi ki zindagi humari Sonch aur samjh se chale

Har mod par Zindagi ke ek naye
pehlu ke liye taiyyar raho yaaro

Zindagi bahot khubsurat h isse apne liye nhi sahi family ke liye jiyo yaaro

Apne Aap ka kabhi koi nuksaan nhi karo yaaro

-


8 SEP 2020 AT 0:37

Aasmaan mein badlo ke sath kya khubsurat rishta h mahtab ka

Aftab ke rehne ke bawajood sath nibhata ka aasmaan ka



-


11 AUG 2020 AT 21:32

Ho jayenge paida bahot se Shayar iss Rohe Zameen par

Na rahat sahab jaisa koi Shayar hoga aur na kisi ki shayari mein wo rahat hogi

-


4 JUL 2020 AT 0:16

Kuch to chahat hongi inn bondou ki bhi

Warna kaun chahta hai iss Zameen ko Aasmaan se toot kar

-


17 JUN 2020 AT 0:53

Chale jayenge kabhi humbhi bahot dur sabse
Jaha Jana to zarur hoga lekin aane ka koi rashta na hoga

-


Fetching Mahtab Shakir Quotes