27 FEB 2018 AT 19:42

Mrig jaisi aankon wali
Chanchal shokh haseena ban gayi aasman ka tara
Apni adakari se sab ka maan harne wali
Film industry ki thi no1 sitara
Tu zameen par rahe ya aasman par
Hamesha chamatkar rahega naam tumhara

- Kiran prabha