15 JUL 2018 AT 14:55

Bayaan karun har ek ehsaas yeh zaroori toh nahi..
Par haan bin tumhare mera yeh dil tanghaal hai..
Kat rahi hai yeh zindagi saza ke taur par ab toh..
Iss ghutan me ab saans lena bhi muhaal hai..

- Javie