Iqra Soomro  
9 Followers · 8 Following

Joined 24 June 2021


Joined 24 June 2021
5 JUL AT 21:22

Muharam teaches teamliess value of patience honesty and standing
for truth no matter what happens”

* Muharram humein sabr, sachai aur haq ke liye khade rehne ka sabak deta hai.
Imam Hussain (R.A) ne Karbala mein jaan de kar sabit kiya ke insaan ko kabhi
jhoot ka saath nahi dena chahiye, chahe mushkilein kitni bhi hoon.Moharram ka
paighaam hai ke hamesha sach par qayam raho.”

* Karbala humein yeh sabak deta hai Namaz ko kisi surat mein
nahi chhodna chahiye.
Imam Hussain (R.A) ne dushman ke teeron ke darmiyan bhi sajda kiya.”

* Karbala humein sikhaata hai ke sabr mushkil waqt mein bhi nahi tootna chahiye. Allah sabr karne walon ke saath hota hai.”

* Yazeed har dor mein kisi na kisi soorat mein hota hai — kabhi zulm, kabhi
jhoot aur na-insaafi ki shakal mein. Karbala humein sikhaata hai ke
hamesha Imam Hussain (R.A) ki tarah haq par raho aur kabhi bhi jhoot ka saath
na do. Sach ki samjh hote howe bhi usha andekha na Karna
- Jo bhi haq par hota hai, Allah uske saath hota hai.

-


4 JUL AT 17:59

You aren’t going to be valued in front of the wrong person.”

When you know your worth, you’ll stop giving discounts."

-


4 JUL AT 16:55

Shukar Alhumduillah.✨

Shukar se barkat badhti hai:
Jab insaan chhoti chhoti cheezon ka bhi shukar karta hai —
jaise sehat, rozi, ghar
walay — to Allah aur zyada deta hai. Dil
bhi halka rehta hai.

Dua bhi shukar ka hissa hai:
Aap jab shukar karti ho to woh khali lafz
nahi — woh ek positive energy hoti hai jo
Allah tak direct jati hai.

Isliye har waqt Alhamdulillah — khushi mein bhi, mushkil mein bhi.
Yeh soch insaan ko sabr aur sukoon sikha deti hai.

-


21 JUN AT 21:10

Log izaat ka eka bhi wahe chalak ka nekal
leta ha jaha unhein wo smjhate ha ki waha wo compromise kar sakhte ha

-


20 JUN AT 13:14

Adhura safar
Tooti umeeda
Adhura kuwab
Sub ka anjam ak .........

-


18 JUN AT 22:48

People choose.
They choose to judge.
They choose whom to appreciate.
They choose whom to stay with.
They choose who seems right — not who truly is.
They choose to be blind — they are not really unaware,
They just don't want to see.
It’s never about who was right or wrong,
Or who truly deserve.
People just... choose.

-Maturity is
When you stop choosing what you want to what actually is.

-


16 JUN AT 16:15

Stop looking for good in others and
start recognizing the good in yourself
then bring out the best in you."
Time to create best version of yourself.
Esha dafa apne liya.

-


15 JUN AT 23:48

Saath hota hai toh lagta hai apna hai.
Door hota hai toh yaad aata hai ke kya-kya hamare
saath kar chuka hai.
Aur un dono ke beech mein hum sochta hai:
ki akhar kya hai sach?

-


15 JUN AT 21:27

⭐ The Quran acknowledges stars but only for guidance, beauty, and symbolism.

🚫 It rejects claims to know the unseen
or future, which is the core of astrology.

🕋 Islamic teachings discourage astrology because it competes with the
belief in Allah’s complete control over life.

Insaan ki kismat uske amal par hai

"Indeed, Allah will not change the
condition of a people until they change
what is in themselves."
(Surah Ar-Ra'd, 13:11)

Aap ki kismat aapke actions aur niyyat
se banti hai, na ke haath ki lakeer se.

-


15 JUN AT 16:50

Ap kiya dekha rhi ho, or kiya dekhana chahte ho (difference) ......

-


Fetching Iqra Soomro Quotes