Jo karna na tha,
Vo kiya.
Jo batana na tha,
Vo bataya.
Fir sach bolna na tha,
Par bola.
Jise sach bola,
Use sach sach nahi laga.
Sach ko sakshya ki jarurat nahi,
Par sakshya manga gaya.
Sakshya mila nahi,
Sach sabit hua nahi,
Jo kaha vo usne sach mana nahi,
Jo mana vo sach tha nahi,
Aur kaha sach bataya nahi....
-