Divyesh Nair  
30 Followers · 25 Following

Joined 27 October 2017


Joined 27 October 2017
27 DEC 2023 AT 23:09

Ek arsa ho gaya hai ashq baha kar,
Aankho mein samandar qaid karne ko,
Tum khuda toh nahi ho…

-


21 OCT 2023 AT 9:44

They fled their war torn country as doctors, engineers, masons, plumbers and other professionals in cramped boats to escape the war. Little did they know that in the foreign land, their skills and statuses would be stripped away leaving them with only one single identity.
That of Refugees.

-


21 OCT 2023 AT 9:29

He got the emotions right;
she, the grammar.
Their love story was the stuff #TinyTales are made of.

-


1 OCT 2023 AT 17:12

A migrant labourer offered their lone confirmed train seat to his newly wedded wife as they travelled in an overcrowded compartment to Mumbai.
In her maiden train journey, she kept staring outside the window, with a smile playing on her lips
For her it was the view that was beautiful, but for him it was the joy on her face. ❤️❤️

#TinyTales

-


19 AUG 2023 AT 16:39



Tere sheher se ab guzarta nahi hu,
Bahari raasta le kar nikal jaata hu,
Dar laghta hai mujhko,
Ki mera naam le kar kahi pukar na le,
Tere mohalle ki tang galiyaa,
Mein aankh chura kar,
Gardan jhuka kar,
nikal bhi jaata shayaad,
Par kambakht meri ruh tak pehchaanti woh…

-


12 JUL 2023 AT 21:40




Apne aap ki talaash mein nikalta hu ghar se har roz,
Har raat thak haar kar phir laut aajata hu,
Ye mazra kuch waqt se chalta aa raha hai,
Har roz issi talash mein thoda thoda kharch ho jaata hu.


-


12 JUL 2023 AT 21:18




Apne aap ki talash mein nikalta hu ghar se har roz,
Har raat thak haar kar phir laut aa jata hu,
Ye mazra kuch waqt se chala aa raha hai,
Har roz issi talash mein thoda thoda kharch ho jaata hu.


-


11 JUL 2023 AT 19:15

Apne andar ek sailaab dabaye rakha hai,
Aankho mein chamak, hoto par muskuraahat banaye rakha hai,
Matlabi hai log, farebi hai ye duniya sab jaante hai,
Phir bhi ek dusre se sabne rabta banaye rakha hai,

Ek rooh nahi aisi yaha jo na ho pareshaan,
Par sukoon ke kuch pal ke umeed mein khud ko phasaye rakha hai,
Bhaag rahe hai sab ek bematlab si daud mein,
Na thak jaane ka mauka hai, na ruk jaane ki azaadi,
Jeet jayenge zindagi se aisa sab ne ajeeb sa brahm banaye rakha hai.

-


8 JUL 2023 AT 15:05

Tune mera ishq dekha hai,
Ab meri rusvayi dekh,
Mein ek waqt tera tha,
kisi aur ka mujhe ab hota dekh,
mohabbat ki shiddat tujhe raas na aayi,
Kisi aur se ab toot kar mujhe mohabbat karta tu dekh.

-


5 JUL 2023 AT 21:57

Ram naam na le tu murakh,
Tujhse Ram jab bhaya na jaye,
Kare hai paap saara jeevan,
Anth Ganga snaan kar aaye.

-


Fetching Divyesh Nair Quotes