20 JUN 2018 AT 3:21

Tumhari aas ko leke tumhare paas baitha hun
Kahin tum chhut na jao tumhare sath baitha hun,
Aarzu me tumhare ishq ki harr shaqs hai shamil
Tumhari ek ada ke vaaste sab haar baitha hun...

- दिव्यांंशु शुक्ला