Dheeraj Yadav   (Awsmme...)
506 Followers · 310 Following

read more
Joined 6 September 2019


read more
Joined 6 September 2019
28 JAN 2022 AT 13:17

Kuch waqt khud ko do,
Tumhara khudka waqt sudhar jayega....

-


18 JAN 2022 AT 16:40

Nahi rahi shikayat abb tere nazar andaaz karne ki,
Tu bakiyon ko khush rakh hum tanha he ache hain...

-


6 JAN 2022 AT 9:23

Aapki baat koi nhi manega,
Par
Aapki baat ka bura sab manenge....

-


4 JAN 2022 AT 22:23

Mohabbat main do tarah ke log gunahagaar hote hain.

Pehle woh jo Bewafa hote hain.
Dusre woh jo bewafaoon ke liye rote hain...

-


3 JAN 2022 AT 22:40

Tumhe pata hain,
Tumhari sabse badi daulat kya hain??


Waqt hain jisse bhi de rahe ho na bahot soch samjh kar dena kyunki ye waps laut ta nhi hain...

-


16 DEC 2021 AT 8:22

Koi kitna bhi pyara kyu na ho,
Kisi na kisi ka thukraaya hua jarur hota hain....

-


6 DEC 2021 AT 11:46

Mujhe usse mohabbat thi,
Baat ye abb puraani ho gyi.
Chodo kyu kisi ka naam,
Lekar badnaam karein,
Abb toh wo kisi aur ke
Sapno ki rani ho gyi...

-


27 NOV 2021 AT 14:39

Jab main call karu
Tab baat ho jaati hain..
Warna subh se shaam aur shaam se raat ho jaati hain....

-


26 NOV 2021 AT 14:08

Agar tum andher main bhi
Charger sahi jagah laga lete ho.


Toh mere dost abb shaddi karlo....
😂😂😂😂

-


18 NOV 2021 AT 8:14

I miss the way u treated me
When we first started talking...

-


Fetching Dheeraj Yadav Quotes