Dev Thakur   (Dev Thakur)
39 Followers · 21 Following

I try to write.
Joined 12 March 2018


I try to write.
Joined 12 March 2018
19 OCT 2019 AT 19:56

Bohoth kuch khena h
Bohoth kuch batana h
Iss bheed me aap sabhi ko gale lagana h
Jo yaade apne aaj banayi h usse zindagi bhar yaad kr k muskurana h
Aaj saath h kl shayad alag ho jana h
Sirf chats pe nahi fir kisi din milke uuhe muskurana h
Choti se gapshap kr k fir kisi aanjan raste nikal jana h.

-


16 JUL 2019 AT 18:14

Lali
Akale bethe vo Muskura rahi thi
Maan he maan shayad vo kuch
Gun guna rahi thi
Logo ko dhek vo chali rahi thi
Nojawano pe patthar vo bharsa rahi thi
Shyada ase he kuch vo apna dhuk hum ko bata rahi thi
Vo maa thi apne batee ki yaad me
khud ko bhula rahi thi.
Ankho me uske dard tha na jane kon uska hamdard tha
Shayad koi sunnera sapna usne boya tha
Uski ankho me dhik raha tha usne koi apna khoya tha
Pagal budhiya usse log kethe the
Kuch ase besaharam bhe the jo uski firki lete the
Shayad kisi ki talash thi usse
Ussi se milne ki aas thi usse
Chilati thi vo ki mera beta aaega
Muje maa keh kr bulega
Vo nahi aapaega chod gya h iss duniya ko vo uss maa ko kon bataega.
Kuch samay baad uss raste se jana mene band kr diya,
Aaj salo baad yaad aai uski tho pata chala ussne chilana band kr diya.
Logo se pucha ki ky hua usse
Jawab mila usne yaha band kr diya
Maar gyi vo logo ko usne satana band kr diya
Dhuk hua ye sun k, ki usse baat nahi kr paya
Pr janta tha upar wale ne usse apne bete se zarur milaya hoga
Shayad usse waha pe tho sukun aaya hoga.

-


12 JUN 2019 AT 20:54

Koshisho k baad bhe apno ne muje thukraya tha
Jaane ky kuch galat mene kiya
Kis kis ko mene rulaya tha
Shayad Haar koi saath chod gya
Jab
Peche mud k dheka tho waha waqt ka kala saya tha.

-


11 JUN 2019 AT 9:42

-Mumbai Sehar-
Aaj bambai ki local me phela mera ye safar hua
Bheed dhek k aanjana sa me bekhabar hua

Ghulna chate thae iss sapno k shaer me
Dil ki is khawish ka dimag me bhe zikar hua


Logo ko haar waqt bhagte dhek humse bhe na sabar hua
Bina soche chal pade uss manzil ki talsah me jiska humse kuch kam he zikar hua

Pr hum daar rahe the
Apne sapne pure krne k liye hum bhe maar rahe the
Fir kuch minto baad ye puri bheed humse he mil padi
Vo Vasai-dadar fast dhekte he dhekte chal padi

40 min k uss safar me log ko hasate dheka
Ek dusre k liye bina bole jhaga banate dheka
Bina kisi bedh bhav logo ko gale lagate dheka
Haar umar k logo ko waha mene muskurate dheka

Tab mene jana,
Yaha aap akale nahi haar koi apke saath h
Yaha kha koi din ya koi raat h
Aur shayad yahi tho iss sehar ki khas baat h.

-Dev Thakur-

-


8 JUN 2019 AT 19:28

I hope someday we will loose ourselves in the dreams which we will fulfil.

-


9 MAY 2019 AT 15:59

Was i seeing the truth, While staring at the wall from last few minutes,
Or it was a memory of a dream which was never fulfilled?

-


9 MAY 2019 AT 15:58

Darkness was all around, Light was no where to found.
Was it a truth or my eyes were always closed.

-


9 MAY 2019 AT 15:57

The chaos which was going inside was never heard by anyone
But the smile which was never true was seen by everyone

-


29 APR 2019 AT 21:40

Ky tum aaj bhe usse yaad karte ho
Ky be waqt apna waqt barbad karte ho
Ky tum aaj bhe usse yaad karte ho
Ky aaj bhe apne aap se uske liye baat krte ho
Ky tum aaj bhe usse yaad karte ho
Ky aaj bhe andar he andar uske liye marte ho
Ky tum aaj bhe usse yaad karte ho
Ky aaj bhe uske liye khud se ladkr gire aasu tum saaf krte ho
Ky tum aaj bhe usse yaad krte ho?

-


27 APR 2019 AT 20:12

Aaj kuch ghera likha jaaye
Logo ko kuch kadwe sach bataya jaaye
Saath beth k gile shikwe mitaye jaae
Saachi se aaj unko waqif karaya jaye
Chlo purna sab kuch bhula kr aaj
Haar kisi ko gale laygaya jaae
Jo ruthe h unhe firse manaya jaae
Apne aap ko itna kabil banaya jaae
Ki log hume kabhi bhula na paye
Saalo saal hum unke dil me baas jaye

-


Fetching Dev Thakur Quotes