12 JUL 2018 AT 0:10

Mana ki auro ke Mukable
Kuch jyada Paya nahi maine
Par kush hu ki khud ko
Girakar kuch uthaya nahi maine...

- CheTan R. Gadbail