19 JUN 2018 AT 1:19

Alfazo ki mahfil me aaj ek kaam karna hai
Le kar uska naam usse badnaam karna hai
Kuch kisse uski khamiyo pe bi likhne hai aaj
Or us saude ki mohabbat ka aaj hi daam karna hai.

- ✍Suraj Kumar