Tere deedar ko ,
kuch aas lagakar ayi thi,Khudse Ladkar..
sunsan sadak par chal kar ayi thi...
Awaz di par tuje sunayi na di thi..
Tera ghar ka darwaza band tha ..
Aur mai phir kuch pal intzaar kar
Akhir mai kismat se har kar, laut ayi thi...
Pagala gayi thi mai.. savera ke ujjale mai..
Apne chand ko niharne ayi thi.....
Mai toh bas tere dedar ko ayi thi...
-