Ankur Raj   (Ankur)
502 Followers · 71 Following

Joined 17 March 2017


Joined 17 March 2017
19 MAY 2021 AT 19:01

महाकाल

-


18 MAY 2021 AT 18:08

राम्

-


16 MAY 2021 AT 21:50

Education

-


14 MAY 2021 AT 9:35

Interested students can contact us:-
This is just a ray of hope for those students who want guidance and education to be on right track of their educational timeline

-


9 MAY 2021 AT 14:11

मैंने पूछा भगवान से, की देखा है कहीं,
माँ बच्चे के रिश्ते जैसा निमर्ल निस्वार्थ कोई रिश्ता कहीं,
आई आवाज हौले से नहीं नहीं नहीं,

ये दुनिया भगवान ने है बनाई,
और जगत जननी माँ ने गोद मे बच्चे सुलाई,
माँ के आंचल में है बच्चे की दुनिया समाई,

पूजते हैं हम सदा इस रिश्ते को,
क्योंकि ऊपर वाले ने भी पूजा माँ को,
मेरा नमन और प्रेम सदा के लिए अपिर्त है माँ को।

- आपका बच्चा अंकुर

-


16 MAY 2020 AT 9:31

साडे वल मुखड़ा मोड़ पयारेया,
वे पयारेया साडे वल मुखड़ा मोड़।

-


13 MAY 2020 AT 16:38

Kuch rishte ko mein dil ke kareeb rakha,
Par vo jatate meine maan n rakha rishte k,

Kya sahi mein sab bhula tha mein,
Ya uski soch samjh sad chuki hai,

Mujh mein badla ek insaan dikhta use,
Khud ke nazariye ko badal kr dekhne vale,

Mujhe galat tehrate hain,
Khud ki kitab dekho na kitni mailli hai,

Hum to phir bhi dhak dete, khush rakhte,
Ki sansar basta mera tumme,

Par tum to har dehleez par kar jaate,
Aapke apne sabse kareeb rishte,
Bhi chotil ho chuke hain ab sehne ki shakti nahi bachi unme,
Phir bhi tum alag andaaz me khel lete ho,

Aap pareshan karne zindagi me aaye,
Par hum tumhe farishta samjh baithe,

Aaj bhi dil mera dard se dukhta hai,
Maan nahi pata ki ye shaks vahi hai,

Silsevaar dhang se apne harkaton se,
Naapak iraadon se,

Phir natak kar sahi ko galat aur,
Aur galat koi sahi karta rehta,

Khud ki duniya mein vyast rehta,
Aur dusron ko bhi chain nahi lene deta,

Aise insan ko meine apni duniya mana,
Upar vala har tareeke se use samjhta par,

Vo uski maar se bhi nahi shayad darta hai,
Jab aankh khulegi to der na ho jay unhe,

-


13 MAY 2020 AT 16:34

Kuch rishte ko mein dil ke kareeb rakha,
Par vo jatate meine maan n rakha rishte k,

Kya sahi mein sab bhula tha mein,
Ya uski soch samjh sad chuki hai,

Mujh mein badla ek insaan dikhta use,
Khud ke nazariye ko badal kr dekhne vale,

Mujhe galat tehrate hain,
Khud ki kitab dekho na kitni mailli hai,

Hum to phir bhi dhak dete, khush rakhte,
Ki sansar basta mera tumme,

Par tum to har dehleez par kar jaate,
Aapke apne sabse kareeb rishte,
Bhi chotil ho chuke hain ab sehne ki shakti nahi bachi unme,
Phir bhi tum alag andaaz me khel lete ho,

Aap pareshan karne zindagi me aaye,
Par hum tumhe farishta samjh baithe,

Aaj bhi dil mera dard se dukhta hai,
Maan nahi pata ki ye shaks vahi hai,

Silsevaar dhang se apne harkaton se,
Naapak iraadon se,

Phir natak kar sahi ko galat aur,
Aur galat koi sahi karta rehta,

Khud ki duniya mein vyast rehta,
Aur dusron ko bhi chain nahi lene deta,

Aise insan ko meine apni duniya mana,
Upar vala har tareeke se use samjhta par,

Vo uski maar se bhi nahi shayad darta hai,
Jab aankh khulegi to der na ho jay unhe,

-


13 MAY 2020 AT 16:01

Aapki khushiyan par kiski nazar hai,
Kaun hai jo aapko sabse apna lagta,

Toh kya khata aisi ki usne,
Usne to dil ko ek adrishya khanjhar mara,

Hum ne to na socha tha na hi samjha tha,
Ki vo kabhi aisa ho sakte,

Prem ka pratik ye rishta kya kabhi aisa hota,
Hanth kaamp jate, neend aur hosh ud jate,

Dimag sun ho jata, bhokhla uthta mein,
Dhadkan tez hoti, pareshan hota mein,

Vishwas ab ho chuka kya dukhad dastan hai ye,
Mere pyar ki kashti mein nafrat ki hathori se chot pahuchaya jata,

Mere arman pyar jo upar vale ki namiyat hai,
Use hila kar rakh diya, jab sach dekhta samjhta aaj vishwas nahi hota,

Par jeena isi ka naam hai, Farz karta apna, mujhe samjhna koi paheli nahi maalik,

Yarron mein to katputli hu log khel jate hain,
Humko toh apno ne mara gaeron me kahan dum tha,

Meri khushiyan usi ne luti, jise meine khush karna apna dharm karm mana tha,

Khushi de kar cheen lena fitrat uski,
Jahan jalaya us par malaham paatti karna insaniyat uski,

Na samjho toh jharokha hai pyar uska,
Samjho toh jhuka dega sara khwab tera,

Laaj aati vo aise mujhe satata,
Sharm hai mujhe apne deedar karne vale shaks mein bhi vo kutch aur dhundta..

-


13 MAY 2020 AT 15:36

Your emotions are your assets and property.

Never give these in any hands.

Even the hands which revolves around most of the time with you, needs to be suspected.

Sometimes when the curtain of relations are so dark and thick, the selfish interest hands we can’t see.

And no one thinks even of this.
Its like human belief gets hurted, when it happens.

Our age, work & lifestyle also not allow us to understand the real colour of the hands.

-


Fetching Ankur Raj Quotes