5 JUN 2017 AT 12:54

Meri aankho ko dekh kar tum kya khub kehte the

JAANA in palkon ko mat jhukana
Dil me mere rehna kahin dur na jana teri aankho main kho jaunga
Janmo janmo tak Tumhara ho jaunga
Aaj dekha k pyaar ka kya anjaam hua
bewafaayi tumne ki aur nam mera badnaam hua

- Ankita (नफ्स़)🦋