16 DEC 2017 AT 0:03

Tere sath hone par bhi khud ko akela samjhun,
Tu bewafa hai ya khud ko bewafa samjhun,
Zakhm bhi dete ho or marham bhi lagate ho,
Ise tumhari aadat ya ada samjhun

- ANKI