19 JUL 2018 AT 1:49


Me in hathon ki lakiroon me tera naam chahta hu
Apni rooh me piroya tera ehsas chahta hu
Kisee or jagir ki zarurat nhi mujhe
M bas kayamat ki shaam tak terii mohabbat chahta hun

- Ankit