26 OCT 2017 AT 13:09

Is dil pe bada naaz hota haii
Har baar taar-taar hota haii
Tere ishq me bezaar hota haii
Aur phir,
Pyaar tumse ye beshumaar karta haii

- 𝙰𝚗𝚂𝚑𝚒𝚒 💞