Jhooth kaha tha apne mujhse ki aap nahi jante ki pyaar kya hota hai.
Sab jhooth..
Kitni asaani se aapne mere har dukh ko khushi me badal diya. Har aansu ko hasi me badal diya.
Maine toh aapko ek boond pyaar nahi diya. Aur aap mujhpar barish par barish lutate rahe..
Aap mujhse itna pyaar kaise kar sakte hain?
-