29 JAN 2018 AT 10:21

Uski hasi me thi Chandni itni,
Ki chand bhi fika pad jata tha,
Jab jab wo palke utha ke dekhti,
Mai saram se muh jhuka liya karta......

- Abhishek kanodia