26 JAN 2018 AT 16:48

Baap ka budhapa ye batata hai ke bete ko kaabil banane ka prayas pure lagan aur siddat se kiya gaya hai...
Beta jitna zyaada kamyab Pita ki khushi utni zyada badh jaati hai...
Yeh vo mehnat ka per hai jo budhape mein fal aur safalta ka rang lati hai...

- अभि:एकतन्हामुसाफ़िर