16 AUG 2017 AT 21:24

Teri aankhon mein paya mene noor khuda ka..
Tere dil se mohobbat ko bhi pa lia....
Teri bahoon mein saja lia hai mene sara apna sansaar..
Meri ruh ne teri ruh ko bhi pa lia....

- Aayushi Arora