दख़्ल आँखों का उलझने में बहुत है लेकिन
तोहमतें सब दिल-ए-मुश्ताक़ पे रक्खे हुए हैं
-
ki aatī hai اردو zabāñ aate aate
Urdu Lover
Mirza gaa... read more
Jinko Saath Nibhana Hota Hai Wo Bematlab Ka Saath Nibha Jaate Hai Shaikh
Aur Saath Chorne Wale ke Liye Sirf Ak Bahana Hi Kaafi Hota Hai Jinko Unki Zubaan Mein Majboori Kehte Hai-
Eitbar Mohobbat Ka Ab Kis Ko Hai Shaikh
Yahan Log Haath Pakrte Bhi Hai To Haath Chor Ne Ke Liye-
Mohobbat Ho To Agosh-e-Yaar Mein Bhi Sukoon Milta Hai,
Warna Gale Lag Ke To Log Hawas Bhi Puri Karte Hai-
Mout KO KheL PatangO Ne SamjH RakhA HaI
SaB Ko AnjaM Ka DaR Ho Ye ZaroorI To NahI
Nind To Dard Ke BisteR Pe BhI Aa SaktI HaI
Teri AghosH Mein SaR Ho Ye ZaroorI To NahI
ShaikH Jo KartA Hai MasjiD MeiN Me KhudA Ko SajdE,
UskE Sajdo Mein AsaR Ho Ye ZaroorI To NahI-
Sar Dar Pe Na Jhuk Jaaye Use Dar Nar Kehte,
Har Dar Pe Jo Jhook Jaye Use Sar Nahi Kehte,
Kya Tujh Ko Jahaa(n) Wale Sitam Gar Nahi Kehte,
Kehte To Hai Magar Tere Mu Par Nahi Kehte,-
Badi Shiddat Se Ab bhi Use Yaad Karta hoon
Jisko Mujhe Bhule Huwe Zamana Gujar Gaya
-
Kya Talkh Shaikh Ki Zhindagani Gujree
Ak Sab Bichre Ki Suhani Gujree
Dozakh Ke Takhiyul Me Budapa Gujra
Jannat Ke Tasawwur Me Jawani Gujree-
Mareejo Ka Dum Aakhon Me Hai Wo Hai Mehave Araish
Waha Hoto Pe Laalli hai yaha jano ke lale hai-