varshu kashyap ┬а
361 Followers ┬╖ 8 Following

read more
Joined 10 March 2018


read more
Joined 10 March 2018
2 NOV 2022 AT 13:56

Kisi ko samjhne ke liye sath bitaye kuch pal he kafi hote hai
Un par apni puri zindagi zaya karne ki zaroorat nahi hai

-


2 MAY 2022 AT 19:09

Ya
karti hai hisab
Din ke har peher ka
Kya khoya
Kya paya
Kon yaad rha
Kise bhoolaya
Kha shi tha
Kha galat tha
Dohrati hai un tamam baaton ko
Jo aksar nazar andaaz ho jaya karti hai

-


24 DEC 2021 AT 18:07

Yha mazboot se mazboot loha bhi tut jata hai
Kayi jhoothe ikathe ho to sachcha bhi tut jata hai...

-


24 DEC 2021 AT 11:07

Yaadon ka janjaal hai
Na tutta hai
Na bikharta hai
Bas bunta hi chla ja rha hai nayi yaadon ke sath!

-


23 DEC 2021 AT 18:06

Ek main thi aaine k bhitar
Ek main thi aaine k bahar
Ek sach tha aaine k bhitar
Ek jhooth tha aaine k bahar
Ek shor tha aaine k bhitar
Ek chup thi aaine k bahar
Ek sukun tha aaine k bhitar
Ek udasi thi aaine k bahar
Ek khwahish thi aaine k bhitar
Ek kismat thi aaine k bahar
Ek aazad thi aaine k bhitar
Ek tamam bediyon me giraft thi aaine k bahar...

-


23 DEC 2021 AT 12:51

Suraj ko pakne me
Chand ko bujhne me
Ankur ko fotne me
Mosam ka mizaz badalne me
Majhi ko us paar jane me
Rahgeer ko manjil pane me
Nayi soch ko panpne me
sach ka ek ghonth halak se utarne me
Samaye to lagega...

-


23 DEC 2021 AT 12:41

Yha toh sabhi sabko azmate hai
Hai koi hamari nazron me doshi toh
Kisi ki nazron me hum bhi toh doshi hai
To phir,
Duniya se kya shikayat

-


18 DEC 2021 AT 20:53


Kuch logo ki fitrat kbhi nahi badalti badaltein hai to bas rang girgit ki tarha.

-


29 NOV 2021 AT 23:21

рдпреВрдБ рддреЛ рд╕рднреА рд╣реИ
рдордЧрд░ рдЧреМрд░ рд╕реЗ рджреЗрдЦреЛ рддреЛ рдЕрдХреЗрд▓рд╛ рд╣реВрдБ рдореИрдВред

-


15 NOV 2021 AT 15:24

рдЬрд╣рд╛рдБ рдФрд░рдд рдХрд╛ рдЕрдкрдорд╛рди рд╣реЛрддрд╛ рд╣реИ
рд╡рд╣рд╛рдБ рд╕реЗ рдмрд░рдХрдд рднреА рдЪрд▓реА рдЬрд╛рддреА рд╣реИ

-


Fetching varshu kashyap Quotes