Subah subah mein yeh haseen khwaab dekhta hue
ki tumhe apni baahue mein har baar dekhta hue
tum aaye haath thaama,maantha be chuuma,
yehi sab har baar dekhta hue
tum mere he ban k rahey, yehi baar baar dekhta hue
darta hue agar tum mere na hue to
Roota hua khud ko,zaar zaar dekhta hue
mein koi shayer,koi majnoon nhi
bas tumhari mohabaat aur pyaar dekhta hue
tum aavogey,rahogey mere he ban kar
bas isi iltijaa mein,yeh bemaar dekhta hue
-