mera hujra kabaard hua rakhha hai,
tera diya hua samaan jo isme rakhha hai,
teri di hui har cheez se nafrat si ho gai hai,
uss par ek bewafa ka nam jo likh rakhha hai....
teri mohabbat ki hadd tab hui,
jab tune mere samnne hath uska pakard rakhh hai,
tu khehti hai tujhe bhula doon, ek bewafa ka nam lekar...,
Itna dam meri mohabbat me kaha rakhha hai..
:Hujra(room)
-