Tera husn
Tera husn aae 'gazaala',
Tere fijul aae swal ka jawab deta hoon mai..,
Darkshat pe prem daag ka.. ..
Rukhsaar krne ko usi gali se guzar jaata hun mai,
Tere ehteraam me khalq ki rachna ki dad-o-tehseen karta hun mai,
Ab kurbat badaane ko vasl karta hun mai,
Tu prem raag failaati hai,
Tere daamn me apna asar chor jaata hun mai,
Tera husn aae 'gazaala'..,
Deedar ko taras jaata hun mai,
Kabhi apni aauqaad bhul gaya tha,
Himmat-e-iltijaa karta ki firaq na kar×2.,
Tera hi to hissa hun mai,
Tera husn aae 'gazaala'..,
Dil-e-natawaan insaan hun mai..,
Hosh aate -aate tanik der ho gyi 'gazaala'...
Har roj kone par baith kar sapne sajata hun mai...!!
-