QUOTES ON #HIMAYAT

#himayat quotes

Trending | Latest
19 JAN 2019 AT 17:41

Agar kisi ke Galat karne pr bhi aap uski Himayat karte ho,
To jab wo aapke Sath Galat kare to kisi se uski Shikayat bhi mat kiya Karo...!

-


13 MAY 2021 AT 18:16

وہ جو ہماری حمایت کرتے ہیں۔
تم سے ہماری شکایت کرتے ہیں۔


Woh jo hamari himayat krtay hai.
Tumse hamari shikayat kartay hai.

-


27 JUN 2022 AT 16:40

हर किसी की हमेशा एक हिकायत है
उसमें सिर्फ अपना करता हिमायत है

हकीकत में उनका कोई औसाफ़ नहीं
दिखावा करता मेरे पास बहुत मिलकियत है

-


29 SEP 2019 AT 1:22

*DUA*
Lab pe aati hai dua banke tamnna meri
Zindagi shamma ki suurat ho khudaya meri
Duur duniya ka mere dam se andhera ho jae
Her jagha mere chmakne se ujala ho jae
Ho mere dum se yun hi mere vatan ki zeenat
Jis tarha phuul se hoti hai chaman ki zeenat
Zindagi ho mere parwaan ki suurat ya rab
ILM ki shamma se ho mujhko mohabbat ya rab
Ho mera kaam gareebo ki himayat karna
Dard mando se- zaheefo se mohabbat karna
Mere ALLAH her burayi se bachana mujhko
Naik jo Rah ho us Reh par chalana mujhko
Lab p aati h dua banke tamanna meri
Zindagi shamma ki suurat ho khudaya meri

-


7 APR 2019 AT 15:13

کم ظرف تھےکچھ اس کےفیصلے
پھربھی مقام اس کا بلندہے

محفل میں اک شکَِّ نظرمجھ پراٹھی،
تودوجی حمایتیں نظراس کےنظرتھی۔

Kam zarf the kuch uss ke faisle
Phir bhi muqam uss ka buland hai

Mehfil mein Ek shak-e nazar mujh par uthi, toh duji himayate nazar uss ke nazar thi.

-


6 NOV 2019 AT 1:04

Aaj unki itni bhi himayat na karo,
K kal ko unki shikayat bhi na kar sako...!!!

-


14 JAN 2018 AT 16:30

अश्क बह जाता है......सिसकियों से पहले,
सपना टूट जाता है......सजोने से पहले।
मोहब्बत नहीं किसी बेकसूर की हिमायत,

कोई तो रोक देता हमें......गुन्हेगार होने से पहले।

-


25 APR 2021 AT 15:06

तेरी हिमायत में लिक्खी हर गज़ल को पढ़ के देखूंगी,
जिसकी मंज़िल तु रहे, उस पुल-सिरात पर चल के देखूंगी।

-


20 AUG 2020 AT 17:14

Aap agar koi bhi situation ko haste haste face karoge to aapko mature hone ki Himayat di jati he...
Agar wo hi situation bina hase face karo to moo kyu chadaya he? Yesi Himayat milegi...
Aur zero expression rakhege to "isko to kuch fark hi nahi padta" vesi Himayat milti he...
Moral: aap kuch bhi karo kuch to log kahege....to bhala dil ki suno aur jee chahe wo karo....

-


29 FEB 2020 AT 17:49

इतने दर्द दे रहा है कुछ रियायत तो कर, मुनासिब यही होगा कि तू हमसे शिकायत तो कर..
खता इतनी है कि मोहब्बत की है तुझसे बेहिसाब, मुजरिम नहीं हूं मैं तू मेरी हिमायत तो कर..

-