Sb kehte hai..-
Love aajkal bs muhzubani hai...!
Pyar, Mohabbat kuch nahi,
Sirf batain yeh jismani hai....!
Mgr koi humse bhi punch lo,
Sb btayenge ke kya hota h?
kisiki aankhon main doobna,.
kisika ghnton intezar krna,.
Kisi ki narazgi se wo dil ka tootna,.
Kyoki humari bhi ek kahani hai...!
Aakhir,,
ISHQ toh humara bhi ruhani hai..!
-