BHAI 1 : Bhai maine pehle hi bola tha , tera kaat ke chali jayegi Vo larki !
BHAI 2 : Bhai, Mai bohot pyaar karta tha usse! ;( ;(
Chali gayi yaar, kaat ke mera ! Bohot behremi se kaata hai !
.
.
MAA : Kya hua beta? Kon kya kaat dia?
BHAI 2 : Are maa kuch ni , kuch ni, Vo MACHHAR hai na MACCHAR , ha vahi mujhe kaat ke udd gaya!
-