19 JUL 2018 AT 17:44

Waqt ne mujhe duniya ke hisab se sab Kuch Diya magar Apne cheen liye.
Maine Bohot izzat aur paisa kamaya magar Apne kho diye.
Ab mere pass na khone Kuch hai na pane Kuch hai bus ye waqt is duniya me jaldi guzar Jaye aur Mai sukoon ki saans Lu.

- Sohel shaikh