25 FEB 2018 AT 3:38

Hai aarzu dil-e-bayaan ki, magar alfaazon ka saath nahin,
Hai yaadon me zinda, or kch yaad nahin.

Woh khafa hai humse, or hume bhi qarar nahin,
Gar yeh nahin mohabbat, to mohabbat ka saar nahin.




- alfaz