18 JUL 2018 AT 0:10

Tumhari yaad na aaye
Ki ye raatein ab sukon se katt jaye
Maine is tarf bhi karwat badalkar dekhi hain
Us tarf bhi karwat badalkar dekhi hain
Tum is tarf bhi yaad aati ho
Us tarf bhi yaad aati ho

-