15 FEB 2018 AT 9:29

Ae chand๐ŸŒ™ kuch dair zameen pe aana,
aaj ki sham unkey ghar ko hai jana..
nazuk sa dil hai unka,
derwaza barey pyar se khatkatana..
yaad rakhna woh tum se bhi zyada khubsurat hai,
bus pyar se unko choom k aana.
pooche ager koi aane ki wajha,
to kisi choti si baat pe uljhana,
yaad rakhna jadoo hai unki baaton mein..
woh lakh rokein mager tum lout aana.
ae chand kuch dair zameen pe aana..!!!,๐Ÿ’•๐Ÿ˜ˆ

- ๐Ÿ˜ˆ Devil ๐Ÿ˜ˆ