17 JUL 2018 AT 13:12

Ek arsa beet gya
Ek zamaana chala gya
Raatein kayi badli aur
din bhi badal gya
Bas ye gum ki soorat
Aur yaadon ka fasaana nahi badla

- ©Abhi